' kaun banega pradhanmantri' athwa ' kaisa ho hamara pradhanmatri' jis tharah din rat ho rahi charchai aur islia yah awasya jaruri hai ki hume lal bahadur sastri ke adarsh guno ko yaad dilaya jai. aaj ke manmohan singh, lal krishna adwani , mayawati , ya phir sharad pawar jaise neta to unke nakhun ko chune layak bhi nahi hai.

No comments:
Post a Comment